Lahore a jao atif.jitni doori sah li us say zayada ki taqat ni muj main.Allah ka wasta.Hamesha bolanay kay liye ni rahongi.Tmhe daikhna ibadat ha meri.Ishq main nikah na ho tu kya ishq ni.yak tarfa muhabat ki takleef sahtay sahtay chali jaongi is dunya say.mera Dard tm tak na puhchay tu manti ni ki muje Dard ha.hajoom main bohat say log muje gafil kar detay tmhara deedar karnay say.Main apna Daman churati hon kabhi kabhi dhagdar ho jata.Atif ni Mila muje ye ghum chota tu ni.ruswai Mili muje maan lia main usi ki mustahiq thi.Jo sakon day aisa ishq ho.Meri tarapna puhchay tm tak tu tarap ha hi ni.Atif Mera ha ye kah ni sakti main kisi aur ki hon ye baat takleef deti.